Monday 2 December 2013

Apka Aashiyana Dil...


Apka Aashiyana Dil me Basa rakha hai,
Aapki Yado ko Dil se laga rakha hai,
Pata nahi yaad apki hi kyu aati hai,
Jabki Dost to Humne auro ko bhi bana rakha hai..



Faaslon se Intezaar badha karta hai,
Intezaar se Pyaar badha karta hai,
Saari Zindagi Khuda se Saajda karo,
Tab ja ke Tumhare jaisa Yaar mila karta hai..

No comments:

Post a Comment

Thanks for your feedback....